Realme XT Top 5 Features - 64MP Quad Camera - The REAL Deal?🔥🔥🔥
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Realme XT Smartphone ke baare mein baat ki hai aur share kiye hai isi Realme XT ke kuch Top 5 Features. Realme XT mein 6.4" FHD+ AMOLED Screen hai Water Drop Notch ke saath mein aur isme hai Snapdragon 712 Octa Core processor saath mein hai 4GB/6GB/8GB RAM aur 64GB/128GB ki Internal Storage. Realme XT mein Quad Rear camera setup 64MP Primary + 8MP Ultrawide + 2MP Ultra Macro + 2MP Depth camera ke saath, aur saath mein 16MP ka front facing camera. Realme XT mein 4000mAh ki battery hai VOOC 3.0 Flash Charger ke saath mein jiska output hai 20W ka. Iske alawa isme hai Glass back design jaha looks kaafi kamaal hai. Realme XT mein USB-C port bhi hai aur saath mein splash resistant design bhi hai. Realme XT mei under display fingerprint scanner bhi hai, aur Realme XT hai World's First Smartphone with 64MP Quad Camera system. Realme XT first 64MP Quad Camera phone hai jo India mein aaya hai. Mujhe umeed hai ki aapko Realme XT ki yeh top featurqvideo pasand aayegi. Realme XT Price in India: 4GB+64GB = 15,999INR 6GB+64GB = 16,999INR 8GB+128GB = 18,999INR Share, Support, Subscribe!!! Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4 Android App: https://ift.tt/2mrm9Gy Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji Facebook: https://ift.tt/1Pi5LDP Facebook Myself: https://goo.gl/zUfbUU Instagram: https://ift.tt/1OW2vue Google Plus: https://ift.tt/1Pi5LDS Website: https://ift.tt/2mcM6KV Merchandise: https://ift.tt/2lN4Vbu About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
View on YouTube
No comments:
Post a Comment